lyrics-1
Thank You for Your Contribution in NICEDT-2024 and Invitation to NICEDT-2025Chandan.saroj.22.09
ek baat ayi hai mer khayaal me
jhukti hain kyu palke teri mere sawaal me
ake jawab de
thoda sawaar le
mujhe saza de ya fir azaad kar
tujhe paane ke liye jo bhi kiya galat hai kiya
hoon mai kya mujhko bata tere liye
badal gaya tu mere liye
gusse dikha ke tu mujhko daraye
mujhe khudse milade
vo jo hai tu bhi mere jaisa
bhitar tere kyu usko chupaaye
phool maange
phoolon ke kyari ko chokar
titli chali sabse bade phool ko paane
kohre me koshis kai par itna tu jaan le
tere jaise bhi pehle kai aye the paane
par usko na koi fikar
usko pata vo na koi phool hai
usme nai koi khushboo hai
usko mai paane chala tha
li thi udaan par mujhko na pata tha
vo nahi vo uska ahsaas tha
galat dishaaye mujhe laga pass hai tu
bhari udaan aur paani me girkar de ye jaan
in pankho se kaise naape brahmaand
phool nahi vo asal me sawan ka channd
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
dance move capture and training
Comments
Post a Comment