lyrics-1
Thank You for Your Contribution in NICEDT-2024 and Invitation to NICEDT-2025Chandan.saroj.22.09 ek baat ayi hai mer khayaal me jhukti hain kyu palke teri mere sawaal me ake jawab de thoda sawaar le mujhe saza de ya fir azaad kar tujhe paane ke liye jo bhi kiya galat hai kiya hoon mai kya mujhko bata tere liye badal gaya tu mere liye gusse dikha ke tu mujhko daraye mujhe khudse milade vo jo hai tu bhi mere jaisa bhitar tere kyu usko chupaaye phool maange phoolon ke kyari ko chokar titli chali sabse bade phool ko paane kohre me koshis kai par itna tu jaan le tere jaise bhi pehle kai aye the paane par usko na koi fikar usko pata vo na koi phool hai usme nai koi khushboo hai usko mai paane chala tha li thi udaan par mujhko na pata tha vo nahi vo uska ahsaas tha galat dishaaye mujhe laga pass hai tu bhari udaan aur paani me girkar de ye jaan in pankho se kaise naape brahmaand phool nahi vo asal me sawan ka channd hf_lfuCyicAdqQXdlfS...